Poetry:
Tumhare pass nahin to phir kis ke pass hai.,?
Woh toot’ta Huwa dil akhir Gaya Kahan.?
Poetry:
Tehreer me simat’tay hain kahan dilon k dard,
behla raha hun khud ko zara kaghazon k sath..
poetry:
mujhy maloom hy tum mujhy ko bhool jaao gay lekin
palat kar jab bhi aao gay mohabbat muntazir hogi.....
Poerty: Rah_E_Wafa Me Sazaon Ko Kon Dekhy Ga, Safar He Dhoop Ka Chaon Ko Kon Dekhy Ga, Hum Apni Zid Pe Aye To Cheen LenGe Tuje, Tere Shehar Ki Ghataon Ko Kon Dekhy Ga, Bichar To Jayen Magar Phir Khayal Aata Hai, Teri In Dilkash Aadaon Ko Koun Dekhy ga.... |
poetry:
me us ki hon ye raz wo janta hai faraz.
wo kis ka hai ye sawal mujy sony nhe deta.....
Poetry: Bohat Nazdeek Ho Ke Bhi Wo Itna Door Hai Mujhse, Ishara Ho NahI Sakta, Pukaara Ja Nahi Sakta….!! |
Poetry: Kon aaye ga ab aay dil tujh ko tasalli denay, Teri udas tabiyat ki khabar kis ko hai…..! |
poetry:
Lo phir meri neend ka imtehaan,
Iss baar bhi khabon mai layengi aapko....
Poetry:
Tumhari baat lambi hai daleel’en hain bahanay hain,
Hamari baat itni hai hamari aarzoo tum ho…
Poetry:
Mai uski zindagi se chali jaon ye uski dua thi,
Aur uski har dua kabool ho ye meri dua thi….
Poetry:
Ham Ne Kanton Ko Bhi Bari Narmi Se Chua Hai,
Log Kitny Bedard Hain Pholon Ko Masal Dety Hain..
Dard Bhari Shayari:
Aaye khuda kiya cheez mohabbat tu ne banai hai,
Kisi ko yeh mil jati hai aur koi sehta umar bhar ki tanhai hai,
Saath chalne ke khawab dekhte hain Jo log mohabbat main,
Koi paa leta hai apni manzil ko aur koi sehta Umar bhar ki judaai hai..
Poetry:
Janaab-e-Ishq Kartay Hain Karam Kuch Khaas Loogon Per,
Har Insaan Ke Muqaddar Mein Ruswaayi Tou Nahi Hoti…
poetry:
Hum Ne Kab Manga Hai Tum Se Apni Wafaon Ka Silaa..
Bas Dard Detey Raha Karo “MOHABBAT” Barhti Jae Ge..
poetry:
Meri aankhon me dard-e-muflisi baqi hai abhi……
Ranj-o-gham, mehr-o-wafa, dillagi baqi hai abhi..!
Poetry:
Tamam umar hi guzri hy dastaken suntay
hamey tu ras na aya khud apny ghar rehna.....