Ghazal:
Hum naazuk hein bilkul kisi ahsaas ki trah
tum na socho gy to mar jayengay
pas raho ya door bas itna khiyal rakhna
tum na dekho gy to mar jayengay
titliyum mein or hum me yah bat he mushtrik
pakar k jab choro gy hmen to mar jayengay
apne dil ki tehni pe hi khila rehne do
jab bhi tehni se toro gy to mar jayengay
kbi na milna hm se moj-e-dariya ban k
mil k jab bichro gy hum se to mar jayengay...

Ye chahton k silsalay ajeeb thay ajeeb hein.
kabi wo hum se door hein kbi boht kareeb hein.
jo chaha wo na pa sake jo pa liya use na chaha sake.
gila karen to kia karen sab k apne apne nasseb hein.
na koi apna hai yahan jise haal-e-dil suna saken.
jo dost hein wo door hein jo pas hein wo raqeeb hein.
gila karen to kia karen sab apne apne naseeb hein.
Ye chahton k silsalay ajeeb thay ajeeb hein...

JhuuTaa niklaa qaraar teraa
ab kisko hai aitbaar teraa
dil meN sau laakh chuTkiyaaN liiN
dekhaa bas ham ne pyaar teraa
dam naak meN aa rahaa thaa apne
thaa raat ye intizaar teraa
kar jabr jahaaN talak tuu chaahe
meraa kyaa, iKhtiyaar teraa
lipTuuN huuN gale se aap apne
samjhuuN huuN ki hai kinaar teraa
“Insha” se mat ruuTh mat Khafaa ho
hai bandaa jaanisaar teraa...
ab kisko hai aitbaar teraa
dil meN sau laakh chuTkiyaaN liiN
dekhaa bas ham ne pyaar teraa
dam naak meN aa rahaa thaa apne
thaa raat ye intizaar teraa
kar jabr jahaaN talak tuu chaahe
meraa kyaa, iKhtiyaar teraa
lipTuuN huuN gale se aap apne
samjhuuN huuN ki hai kinaar teraa
“Insha” se mat ruuTh mat Khafaa ho
hai bandaa jaanisaar teraa...
Raat Ki Tanhai Mein Ye Sochti Rehti Hoon,...........
Muhabbat Dua Hai , Saza Hai , Jaza Hai Ya Gunah..........
Muhabbat Dua Hai , Saza Hai , Jaza Hai Ya Gunah..........
AGAR WOH PYAR KAR LETI.
MERA DAAMAN PAKAD LETI.
TO ZINDAGI MEIN SIRF US SE.
MOHABBAT FARZ HO JAATI.
MOHABBAT KARZ HO JAATI.
MAGAR
ACHCHA KIYA US NE.
MUJHE SAMJHA KAR CHALI GAYI.
MUJHE THUKRA KAR CHALI GAYI.
BAHOT NAADAN SI HAI WOH.
ABHI ANJAAN SI HAI WOH.
KAHA MALOOM HAI US KO.
MOHABBAT ZINDAGI MEIN BAS.
SIRF EK BAAR MILTI HAI.
AGAR THUKRA KE CHAL NIKLE.
TO UMREN BEET JAATI HAI.
MOHABBAT KI TAMANNA MEIN.
MAGAR
IS RAASTE PE
SIRF RUSWAYI MILTI HAI.
SIRF TANHAYI MILTI HAI....
MERA DAAMAN PAKAD LETI.
TO ZINDAGI MEIN SIRF US SE.
MOHABBAT FARZ HO JAATI.
MOHABBAT KARZ HO JAATI.
MAGAR
ACHCHA KIYA US NE.
MUJHE SAMJHA KAR CHALI GAYI.
MUJHE THUKRA KAR CHALI GAYI.
BAHOT NAADAN SI HAI WOH.
ABHI ANJAAN SI HAI WOH.
KAHA MALOOM HAI US KO.
MOHABBAT ZINDAGI MEIN BAS.
SIRF EK BAAR MILTI HAI.
AGAR THUKRA KE CHAL NIKLE.
TO UMREN BEET JAATI HAI.
MOHABBAT KI TAMANNA MEIN.
MAGAR
IS RAASTE PE
SIRF RUSWAYI MILTI HAI.
SIRF TANHAYI MILTI HAI....
Ghum-e-Zindagi ,Ghum-e-Bandagi ,Ghum-e-Alwida, Ghum-e Do "Jahan"
Meri Har Nazar Teri Muntazir Teri Har Nazar Mera Imtehaan........!
Meri Har Nazar Teri Muntazir Teri Har Nazar Mera Imtehaan........!
Isay Ite'faaq Samjho Ya Dard'Naak Haqeeqat
Aankh Jab Bhi Numm Hui Wajah Tum Nikley.......
Aankh Jab Bhi Numm Hui Wajah Tum Nikley.......