Sunday, 8 April 2012

Cool Girls Picture Pack - 4

Pakistani girls
“Beauty Tips for Girls”
*limo or zafaran k pat te mix kar k lagane se rangat nikhar jati he.
*taza moli ka ras nilak kar use itne hi dodh me mila kar jitna ras ho, mix kar k chehre par laga ne se chahiyan khatam hoja ti hai.
*zeton k tel se paon or hatho ki malish karne se in me khubsorti aati he.
*besan se rozana mun dhone se b rang sufed hoti he.
*limo k chilko se gardan ka masaj karne se is ka kalapan khatm hoja ta he...
Desi girls
funny:
Wo HamSafar Tha Magar Uske Achi Kamai Na thi,
K Soup, Chai Usne Kabi Pilai Na Thi…
Sardiyan Thin, Flu Tha, Cough Thi Magar,
Pagal Ke Pass Sab Kch Tha, Ek Dawai Na Thi… 
Pakistani girl
poetry:
Samjh kar kanch ka tukra tarsha mujh ko dunia ne...
banna phir bhi nahii kangan teri nazuk kalai ka....!!!
Pakistani girl
poetry:
Mujh se vaaqif to mere jism ka saayaa bhi na tha
Kaisay ho jata tumhara main khud apna bhi na tha

Jitna mayuus hai woh shakhs bikhar ker mujh se
Itni shiddat se to main ne usay chaaha bhi na tha

Jaisay ilzaam lagaye hain mere sar us ne
Aisi nazaron se to main ne usay dekha bhi na tha

Meri aawaaz ka gham sheher ne jana kyunkar
Main to us bheer mein khaamosh tha bola bhi na tha...
Desi girl
poetry:
USKA HI ZIKR HAI AUR MAIN HUN
ISHQ BE KHABAR HAI AUR MAIN HUN

ZYADA KEHNA BHI KYA LAFZ HANSTE SE HAIN
USKA HI ASAR HAI AUR MAIN HUN

FASLE NA RAHE DOORIYAN MIT CHUKIN
PYAR KA IK SHAHAR HAI AUR MAIN HUN

EK GUMNAAM PYAR EK KHAAMOSH ISHQ
HASRATON KA NAGAR HAI AUR MAIN HUN..
Desi girl
A Small Love Story:
GIRL: Kiya Main Tumhain Pyari lagti hon ?
BOY: Nahi
GIRL: Kiya Tum Mere Sath Rehna Chahatey ho ?
BOY: Nahi
GIRL: Agar Main Mar jaon to Tum Roo gey ?
BOY: Nahi
Larki Bohot Udaas ho gayi Usey Bohot Dukh howa Or Woh Roney lagi
Larkey ne Usey Apne Pas kiya Or Kaha
Tum Pyari Nahi. Bohot Khubsurat ho
Main Tumhare Sath Rehna Nahi. Balkey Jeena Chahata hon
Agar Tumhain Kuch ho gaya to Main Roun ga Nahi. Mar jaun ga
pagli...
Desi girl
funny:
Ek Larki k Liye sab se barh kar Khud-Kushi ka jawaaz kya ho sakta hai?
K Doosri Larki ne bhi Usi Colour aur Design ka Suit pehna hua hai…
Desi girl
poetry:
Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha Karna
Taron Mein Hansa Karna, Phoolon Mein Khila Karna.
Jab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhein Paya Hai
Kuchh Hosh Nahin Mujhko, Ek Nasha Sa Chhaya Hai
Ab Baat Jo Karni Ho, Aankhon Se Kaha Karna..
Aey Kaash Dharkta Dil, Kuchh Der Thahar Jaaye
Ye Raat, Mohabbat Kii, Yunhii Na Guzar Jaae...
Baqi Hai Abhii Tum Par, Ye Jaan Fidaa Karnaa
Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna...
Kismat Na Dikhaye Ab, Ghariyaan Hamein Furaqat Ki
Har Raat Yuunhi Chamake,Taqadir Mohabbat Ki...
Aey Chand Sitaaro Tum Mil Jul Ke Duaa Karna
Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna......
Pakistani girl
funny:
Mohabaat mein Dil Torne ke Liye Itna He Kafi hai
Faraz...
Ap Ka Matluba Number Dosri Line Pr Masruf Hai... 


Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More